फ़र्क नही पड़ता Farq Nahi Padta Lyrics

फ़र्क नही पड़ता Farq Nahi Padta Lyrics

Farq Nahi Padta Lyrics in Hindi

हो हो हो हो
हो हो हो हो…मुलाक़ातें कम हो गयी हैं
अब बातें कम हो गयी हैं
मुलाक़ातें कम हो गयी हैं
अब बातें कम हो गयी हैं
इश्क़ भी धीरे धीरे
दम तोड़ ही देगाउसे फ़र्क नही पड़ता
मेरे रहने ना रहने से
उसे फ़र्क़ नही पड़ता
मेरे रहने ना रहने से
मुझे लगता है के
वो मुझे अब छोड़ ही देगा

हो हो हो हो
हो हो हो हो…

जैसे पहले था
वैसा रहा ही नही
एक मुद्दत से उसने मुझे
कुछ कहा ही नही

जैसे पहले था
वैसा रहा ही नही
एक मुद्दत से उसने मुझे
कुछ कहा ही नही

मेरे रहते किसी और से
रिश्ता जोड़ ही देगा

उसे फ़र्क नही पड़ता
मेरे रहने ना रहने से
उसे फ़र्क़ नही पड़ता
मेरे रहने ना रहने से
मुझे लगता है के
वो मुझे अब छोड़ ही देगा

हर तरफ हां हर तरफ़
बस ये ही शोर है
अबीर के अबीर के
दिल में चोर है

वादे तोड़ रहा है
सारे रस्में भूल रहा है
हां जी हां वो हां जी हां
सब कस्में भूल रहा है

चेहरा अपना जल्दी वो
मुझसे मोड़ ही देगा

उसे फ़र्क़ नही पड़ता
मेरे रहने ना रहने से
उसे फ़र्क़ नही पड़ता
मेरे रहने ना रहने से

मुझे लगता है के
वो मुझे अब छोड़ ही देगा

हो हो हो हो
हो हो हो हो…

Farq Nahi Padta Lyrics – English

Ho ho ho ho
Ho ho ho ho..Mulaqatein kam ho gayi hai
Ab baatein kam ho gayi hai

Mulaqatein kam ho gayi hai
Ab baatein kam ho gayi hai
Ishq bhi dheere dheere
Dam tod hi dega

Use fark nahi padta
Mere rehne na rehne se
Use farq nahi padta
Mere rehne na rehne se

Mujhe lagta hai ke
Woh mujhe ab chhod hi dega

Ho ho ho ho
Ho ho ho ho..

Jaise pehle tha
Waisa raha hi nahi
Ek muddat se usne mujhe
Kuchh kaha hi nahi

Jaise pehle tha
Waisa raha hi nahi
Ek muddat se usne mujhe
Kuchh kaha hi nahi

Mere rehte kisi aur se
Rishta jod hi dega

Use fark nahi padta
Mere rehne na rehne se
Use farq nahi padta
Mere rehne na rehne se

Mujhe lagta hai ke
Woh mujhe ab chhod hi dega

Har taraf haan har taraf
Bas yehi hi shor hai
Abeer ke abeer ke
Dil mein chor hai

Waade tod raha hai
Saare rasmein bhool raha hai
Haan ji haan woh haan ji haan
Sab kasmein bhool raha hai

Chehra apna jaldi woh
Mujhse mod hi dega

Use farq nahi padta
Mere rehne na rehne se
Use farq nahi padta
Mere rehne na rehne se

Mujhe lagta hai ke
Woh mujhe ab chhod hi dega

Ho ho ho ho
Ho ho ho ho..


नाचो नाचो NACHO NACHO LYRICS IN HINDI


Farq Nahi Padta Song Details

Farq Nahi Padta lyrics in Hindi. This song is sung by Stebin Ben, lyrics written by Abeer and music composed by Avvy Sra. Starring Stebin Ben & Himanshi Khurana. We Share the Farq Nahi Padta Lyrics .

Lyrics Title Farq Nahi Padta Lyrics
Song Title Farq Nahi Padta
Singer Stebin Ben
Lyrics Abeer
Music Avvy Sra
Music Label Orrange Studioz
Farq Nahi Padta Lyrics
Farq Nahi Padta Lyrics

Comments

Popular posts from this blog

♥ Porer Jayga Porer Jomin Lyrics | পরের জায়গা পরের জমিন

PHULL GENDE DA LYRICS – Amrinder Gill, Sanam Maarvi

Dhulabali Lyrics ♥ ধুলাবালি – Ashes Band Song